y
Safalta Ka Rahasya ~ Jo vyakti yah samajhate hain ki mehnat aur lagan se duniya mein aap koyi bhi kam kar sakte hain aur kuch bhi pa sakte hain | to vah galat sochte hain . (udaharan ke liye jaise har chay (tea) vala pm nahi ban sakta ) dosto mehnat aur lagan se kam karana achhi bat hai lekin mehnat aur lagan se har manzil ko pana na mumkin hai . is na mumkin ka arth janane ke liye aap jeene ki rah bokk avashy padhe . Jeene Ki Rah Book india mein free home delivery available hai. App kabhi bhi order kar sakte hain. dosto zindagi mein kisi bhi manzil ko pane ke liye sabse aavashyak cheez aapki mehnat tatha aapka dhairya hai. agar aap imandari se mehnat karte hue tatha kabhi bhi dhairya na khote hue apni manzil ki taraf kadam badhate hai to duniya ki koyi bhi takat tatha koyi bhi adchan aapko safal hone se nahi rok sakati. lekin kayi bar aisa hota hai ki jab hame lagatar mehnat karne ke bad bhi safalta nahi milati hai to ham nirash hokar prayas karana chhod dete hai. lekin disto aapko kabhi bhi nirash nahi hona chahiye balki aise samay par aapko ek bar aur poori takat ke sath prayas karane ki zaroorat hoti hai.
Dosto kayi bar aisa dekha gaya hai ki ham right margadarshan na milne ke karan bhi safalta ke marg se bhatak jate hai. aise samay me hame jaroorat hoti hai ek ache margadarshak ki jo hame safalta ke liye prerit karte hue urja aur utsah se utprerit kar de taki ham dobara se aur adhik josh aur bhakti ke sath apani manzil ko pane ke liye jut jaen.
Isi kram ham aapko safalta ke marg mein aage badhane ke liye aur right marg par prerit karane ke liye aaj ham aapke liye yah post lekar aaye the aur aage bhi isi tarah ki post ham aapke bich late rahenge .
Safalta Ka Rahasya ~ Secret of success

Post a Comment