Majedar Jokes Hosiyar Bacha Chintu Ramayan Kahani
![]() |
| Jokes |
Chintu - Sir kya shri ram antaryami the
Adhyapak - Chintu beta aapko koi sak hai kya
Chintu - Hain sir mujhe sak hai shri ram antaryami nahi the
Adhyapak - Beta tujhe kya sak hai ki shri ram antaryami nahi the
Chintu - Kyun ki shri ram bali aur sugriv main antar nahi samjh paye to kaise antaryami
Adhyapak - murkh vo to bhagwan lila kar rahe the.
Chintu - Sir to sugriv kyon nahi samjhe paye shri ram ki lila. dusari bar yudh karane mala pahan kar kyon gaye the.😂😂
Adhyapak - Murkh bakvas band kar.😬
Chintu - Sir ab apani chikani-chupadi lila band karo samay badal raha hai. aap bhi badaliye.

Itani achi baaten late kaha se ho bhai
ردحذفإرسال تعليق